Intezaar Shayari Hindi – Mohabbat Ka Koi Riwaz Na Tha

Hamne To Us Shahar Mein Bhi Kiya Intezar Uska,
Jahan Mohabbat Ka Koi Riwaz Na Tha.
हमने तो उस शहर में भी किया इंतज़ार उसका,
जहाँ मोहब्बत का कोई रिवाज़ न था।
-New Shayari Intezaar in Hindi-

Intezaar Shayari in Hindi, Mohabbat Ka Koi Riwaz Na Tha


Wo Yaad Kare Na Kare Uski Khushi,
Hum To Usse Yaad Karte Rehte Hai,
Usse Dekhne Ko Dil Tarsata Hai,
Hum To Intezaar Karte Rehte Hai.
वो मुझे याद करे न करे उसकी ख़ुशी,
हम तो उसे याद करते रहते हैं,
उसे देखने को दिल तरसता रहता है,
और हम इंतज़ार करते रहते हैं।


Chale Bhi Aao Tasawar Me Meharbaan Bankar,
Aaj Intezar Tera Dil Ko Had Se Zyada Hai.
चले भी आओ तसावर मे मेहरबान बनकर,
आज इंतज़ार तेरा दिल को हद से ज्यादा है।


Ek Ajnabi Se Mujhe Itna Pyar Kyu Hai,
Inkaar Karne Par Chahat Ka Ikraar Kyun Hai,
Use Paana Nahi Meri Takdeer Mein Shayad,
Fir Bhi Har Mod Par Uska Intezar Kyun Hai.
एक अजनबी से मुझे इतना प्यार क्यूँ है,
इन्कार करने पर चाहत का इकरार क्यूँ है,
उसे पाना नहीं मेरी तकदीर में शायद,
फिर भी हर मोड़ पर उसका इंतजार क्यूँ है।
-Best Shayari Intezaar in Hindi-


Kabhi Kisi Ka Jo Hota Tha Intezar Hamein,
Bada Hi Shaam-O-Sahar Ka Hisaab Rakhte The.
कभी किसी का जो होता था इंतज़ार हमें,
बड़ा ही शाम-ओ-सहर का हिसाब रखते थे।

Intezaar Shayari, Kabhi Kisi Ka Jo Hota Tha Intezar Hamein
Best Shayari on Waiting

Chand Sitaro Se Teri Baat Karte Hain,
Tanhaiyon Me Tujhe Yaad Karte Hain,
Tum Aao Ya Na Aao Marji Tumhari,
Hum To Harpal Tumhara Intezar Karte Hain.
चाँद सितारों से तेरी बात करते हैं,
तनहाईयों में तुझे याद करते हैं,
तुम आओ या ना आओ मर्ज़ी तुम्हारी,
हम तो हरपल तुम्हारा इंतजार करते हैं।


Vasl Ka Din Aur Itna Mukhtsar,
Din Gine Jate The Iss Din Ke Liye.
वस्ल का दिन और इतना मुख़्तसर,
दिन गिने जाते थे इस दिन के लिए।
-Latest Shayari on Intezaar-


You may also like:

Leave a Reply