Shayari on Aankhein – Nigaah Se Hota Hai Faisla Dil Ka

Faqat Nigaah Se Hota Hai Faisla Dil Ka,
Na Ho Nigaah Me Shokhi To Dilbari Kya Hai.
फ़क़त निगाह से होता है फैसला दिल का,
न हो निगाह में शोखी तो दिलबरी क्या है।
-Best Shayari on Aankhein-

Shayari on Aankhein, Nigaah Se Hota Hai Faisla Dil Ka


Jab Se Dekha Hai Uski Aankhon Mein Jhaank Kar,
Koi Bhi Aaina Achha Nahin Lagta,
Uske Ishq Mein Aise Huye Hain Deewane Ham,
Koi Aur Dekhe Use To Achha Nahin Lagta.
जब से देखा है उसकी आँखों में झाँककर,
कोई भी आईना अच्छा नहीं लगता,
उसके इश्क में ऐसे हुए हैं दीवाने हम,
कोई और देखे उसे तो अच्छा नहीं लगता।


Mere Bas Main Hota Ager Hata Kar Chand Taron Ko,
Main Neele Aasman Pe Bas Teri Ankhen Bna Deta.
मेरे बस में होता अगर हटा कर चाँद तारों को,
मैं नीले आसमां पे बस तेरी आँखें बना देता।
-New Aankhein Shayari 2 Lines-


Uski Aankho Ke Jadoo Se
Wo Khud Nahi Hai Waqif,
Wo Use Bhi Jeena Sikha Deti Hain
Jise Marne Ka Shauk Ho.
उसकी आँखों के जादू से
वो ख़ुद नहीं है वाकिफ़,
वो उसे भी जीना सिखा देती हैं
जिसे मरने का शौक़ हो।

Aankhein Shayari, Uski Aankho Ke Jadoo Se Wo Khud Nahi Hai Waqif
Best Aankhein Shayari Hindi

Mujhe Dekhne Ke Liye Uthti Hai,
Milte Hi Nazer Vo Jukti Hai,
Saare Jahaan Main Aisi Aankhen Nahin,
Jin Aankhon Pe Main Martha Hun.
मुझे देखने के लिए उठती हैं,
मिलते ही नज़र वो झुकती हैं,
सारे जहाँ में ऐसी आँखें नहीं,
जिन आँखों पे मैं मरता हूँ।
-Aankhein Shayari in Hindi-


Taras Gayi Hain Use Dekhne Ko Ye Aankhein,
Thaki-Thaki Hain, Par Palaken Uthaye Baithe Hain.
तरस गयी हैं उसे देखने को ये आँखें,
थकी-थकी हैं, पर पलकें उठाये बैठे है।


You may also like:

Leave a Reply