Log Waakif Hain Hamari Aadaton Se,
Rutba Kam Sahi Par Lajawab Rakhta Hoon.
लोग वाकिफ हैं हमारी आदतों से,
रूतबा कम सही पर लाजवाब रखता हूँ।
-Shayari on Attitude-
Wo Jo Khud Par Gurur Karte Hain
To Isme Hairat Ki Koi Baat Nahi,
Jinhein Hum Chahte Hain
Wo Aam Ho Hi Nahi Sakte.
वो जो खुद पे इतना गुरूर करते हैं
तो इसमें हैरत की बात नहीं,
जिन्हें हम चाहते हैं
वो आम हो ही नहीं सकते।
Kabr Ki Mitti Haath Mein Liye Soch Raha Hoon Main,
Jab Log Marte Hain To Guroor Kahan Jata Hai.
कब्र की मिट्टी हाथ में लिए सोच रहा हूँ मैं,
जब लोग मरते हैं तो गुरूर कहाँ जाता है।
Haalat Ke Kadamo Par Samundar Nahi Jhukte,
Toote Huye Tare Kabhi Zamin Par Nahi Girte,
Bade Shauk Se Girti Hai Lahrein Samundar Mein,
Par Samundar Kabhi Lahron Mein Nahi Girte.
हालात के कदमों पर समंदर नहीं झुकते,
टूटे हुए तारे कभी ज़मीन पर नहीं गिरते,
बड़े शौक से गिरती हैं लहरें समंदर में,
पर समंदर कभी लहरों में नहीं गिरते।
-Shayari on Attitude Hindi-
Jo Chede Is Sher Ko, Hai Kisi Ki Itani Aukaat,
Gardisho Mein Gher Lete Hain, Geedad Bhi Sher Ko.
जो छेड़े इस शेर को, है किसी की इतनी औकात,
गर्दिशो में घेर लेते हैं, गीदड़ भी शेर को।

Anjaam Ki Parwaah Hoti Toh,
Main Mohabbat Karna Chhod Deti,
Mohabbat Mein Toh Zid Hoti Hai,
Aur Zid Ke Badi Pakki Hu Main.
अंजाम की परवाह होती तो,
मैं मोहब्बत करना छोड़ देती,
मोहब्बत में तो जिद्द होती है,
और जिद्द की बड़ी पक्की हू मैं।
Tu Waqif Nahi Hamari Deewangi Se,
Zidd Pe Aaoon Toh Khuda Bhi Dhood Lu.
तू वाकिफ़ नहीं हमारी दीवानगी से,
ज़िद पर आऊँ तो ख़ुदा भी ढूंढ़ लूँ।
-Attitude Shayari in Hindi-
You may also like: