Kalpana Ke Is Shehar Mein Hum Unko Dhundh Rahe Hain,
Aur Humare Paas Unke Ghar Ke Koi Nishani Bhi Nahi Hai.
कल्पना के इस शहर में हम उनको ढूंढ रहे हैं,
और हमारे पास उनके घर की कोई निशानी भी नही है।
-Best Hindi Ki Shayari-
Ek Ajeeb Se Daud Hai Yeh Zindgi,
Jeet Jao To Kai Apne Pichhe Chut Jate Hain,
Aur Haar Jao To Apne He Piche Chod Jate Hain.
एक अजीब सी दौड़ है ये ज़िन्दगी,
जीत जाओ तो कई अपने पीछे छूट जाते हैं,
और हार जाओ तो अपने ही पीछे छोड़ जाते हैं।
Rakhte The Hontho Pe Ungliya Jo Marne Ke Naam Se,
Afsos Wahi Log Mere Dil Ke Qatil Nikle.
रखते थे होठों पे उंगलियां जो मरने के नाम से,
अफसोस वही लोग मेरे दिल के कातिल निकले।
-Latest Hindi Shayari Status-
Khamoshi Se Bikharna Aa Gaya Hai,
Humein Ab Khud Ujadna Aa Gaya Hai,
Kisi Ko Bewafa Kehte Nahi Hum,
Humein Bhi Ab Badlna Aa Gaya Hai,
Kisi Ke Yaad Mein Rote Nahi Hum,
Humein Chup Chap Jalna Aa Gaya Hai,
Gulabon Ko Tum Apne Pass He Rakho,
Humein Kanton Pe Chalna Aa Gaya Hai.
खामोशी से बिखरना आ गया है,
हमें अब खुद उजड़ना आ गया है,
किसी को बेवफा कहते नहीं हम,
हमें भी अब बदलना आ गया है,
किसी की याद में रोते नहीं हम,
हमें चुपचाप जलना आ गया है,
गुलाबों को तुम अपने पास ही रखो,
हमें कांटों पे चलना आ गया है।
Zindagi Phir Kabhi Na Muskurai Bachpan Ke Tarha,
Maine Mitti Bhi Jama Ke Khilone Bhi Lekar Dekhe.
जिंदगी फिर कभी न मुस्कुराई बचपन की तरह,
मैंने मिट्टी भी जमा की खिलौने भी लेकर देखे।
-New Hindi Ki Shayari-
Waqt Ka Pata Nahi Chalta Apno Ke Saath,
Par Apno Ka Pata Chalta Hai Waqt Ke Saath,
Waqt Nahi Badalta Apno Ke Saath,
Par Apne Zarur Badal Jate Hain Waqt Ke Saath.
वक़्त का पता नहीं चलता अपनों के साथ,
पर अपनों का पता चलता है वक़्त के साथ,
वक़्त नहीं बदलता अपनों के साथ,
पर अपने ज़रूर बदल जाते हैं वक़्त के साथ।
You may also like: