Ashq Shayari in Hindi – Ek Dukh Pe Hazar Aansu

Ek Dukh Pe Hazar Aansu,
Uf Mere Dil Ki Ye Fazool Kharchiya.
एक दुःख पे हज़ार आँसू,
उफ़ मेरे दिल की ये फजूल खर्चियाँ।
-Best Ashq Shayari in Hindi-

Ashq Shayari, Ek Dukh Pe Hazar Aansu


Kya Kahun Deeda-E-Tar Ye To Mera Chehra Hai,
Sang Kat Jaate Hain Barish Ki Jahan Dhaar Gire.
क्या कहूँ दीदा-ए-तर ये तो मेरा चेहरा है,
संग कट जाते हैं बारिश की जहाँ धार गिरे।


Zindagi Jab Bhi Aapko Rulane Lage,
Aap Itna Muskurao Ki Dard Bhi Sharmane Lage,
Nikle Na Aansu Aankhon Se Aapke Kabhi,
Kismat Bhi Majboor Hokar Aapko Hansane Lage.
ज़िंदगी जब भी आपको रुलाने लगे,
आप इतना मुस्कुराओ कि दर्द भी शर्माने लगे,
निकले ना आँसू आँखों से आपके कभी,
किस्मत भी मज़बूर होकर आपको हँसाने लगे।


Itefaaq Samjho Ya Mere Dard Ki Hakeqat,
Aankh Jab Bhi Nam Hui Wajah Tum He Nikle.
इत्तेफाक समझो या मेरे दर्द की हकीक़त,
आँख जब भी नम हुई वजह तुम ही निकले।
-New Aansu Shayari-


Bahut Ajeeb Hain Tere Bad Ki Ye Barsatein Bhi,
Ham Aksar Band Kamron Mein Bhig Jate Hain.
बहुत अजीब हैं तेरे बाद की ये बरसातें भी,
हम अक्सर बन्द कमरे में भीग जाते हैं।

Aansu Shayari, Aksar Band Kamron Mein Bhig Jate Hain
Best Shayari on Tears

Ehsas Ke Daaman Mein Aansu Girakar To Dekho,
Mohabbat Kitni Hai Aajma Kar To Dekho,
Tumhen Bhool Kar Kya Hogi Dil Ki Halat,
Kisi Aaine Pe Patthar Markar To Dekho.
एहसास के दामन में आंसू गिराकर तो देखो,
मोहब्बत कितनी है आजमा कर तो देखो,
तुम्हें भूल कर क्या होगी दिल की हालत,
किसी आईने पे पत्थर मारकर तो देखो।


Wo Manjar He Mohabbat Mein Bada Dilkash Gujra,
Kisi Ne Haal He Puncha Tha Aur Aankhen Bhar Aayi.
वो मंजर ही मोहब्बत में बड़ा दिलकश गुजरा,
किसी ने हाल ही पूछा था और आँखें भर आयी।
-Ashq Shayari Hindi-


You may also like:

Leave a Reply