Shayari on Tears – Aansu Aayen Ye Zaruri To Nahi

Rone Wale To Dil Mein Hi Ro Lete Hain,
Aankho Mein Aansu Aayen Ye Zaruri To Nahi.
रोने वाले तो दिल में ही रो लेते हैं,
आँखों में आँसू आयें ये ज़रूरी तो नहीं।
-Best Shayari on Tears in Hindi-

Shayari on Tears, Aansu Aayen Ye Zaruri To Nahi


Aansun Jo Aaye To Kyun Rone Se Darun Main,
Kya Pass Hai Mere, Jise Khone Se Darun Main.
आँसू जो आए तो क्यों रोने से डरूं मैं,
क्या पास है मेरे, जिसे खोने से डरूं मैं।


Har Ek Muskurahat Muskan Nahi Hoti,
Nafrat Ho Ya Mohabbat Aasaan Nahin Hoti,
Aansu Khushi Ke Gham Ke Hote Hain Ek Jaise,
In Aansuon Ki Koi Pahchan Nahin Hoti.
हर एक मुस्कुराहट मुस्कान नहीं होती,
नफरत हो या मोहब्बत आसान नहीं होती,
आँसू गम के और ख़ुशी के होते हैं एक जैसे,
इन आँसुओं की कोई पहचान नहीं होती।


Kya Mila Mujhe Pyar Mein Meri Zindagi Ke Liye,
Roj Aansu Hi Piye Hain Maine Kisi Ke Liye.
क्या मिला मुझे प्यार में मेरी ज़िंदगी के लिए,
रोज़ आँसू ही पिए हैं मैंने किसी के लिए।
-New Shayari on Tears-


Ek Aah Pe Meri Girte The Unke Hazaron Aansoo,
Aaj Wo Bhi Mere Zakhmon Pe Muskurane Lage.
एक आह पे मेरी गिरते थे उनके हज़ारों आँसू,
आज वो भी मेरे ज़ख्मों पे मुस्कुराने लगे।

Tears Shayari, Girte The Unke Hazaron Aansoo
Tears Shayari in Hindi

Tere Na Hone Se Zindagi Mein Bas
Itni Si Kami Rehti Hai,
Main Lakh Hansu Phir Bhi In
Aankhon Mein Nami Rehti Hai.
तेरे ना होने से ज़िंदगी में बस
इतनी सी कमी रहती है,
मैं लाख हंसू फिर भी इन
आँखों में नमी रहती है।
-Aansu Shayari in Hindi-


Palkon Se Bandhn Tor Ke Daaman Mein Gir Gaya,
Ek Ashk Mere Zabt Ki Tauheen Kar Gaya.
पलकों से बंधन तोड़ के दामन में गिर गया,
एक अश्क मेरे ज़ब्त की तौहीन कर गया।


You may also like:

Leave a Reply