Chandan Ki Lakadi Phoolon Ka Haar,
Agast Ka Mahina Saavan Ki Phuhaar,
Bhai Ki Kalaee Par Bahan Ka Pyaar,
Mubaarak Ho Aapko Rakhi Ka Tyohar.
चंदन की लकड़ी फूलों का हार,
अगस्त का महिना सावन की फुहार,
भाई की कलाई पर बहन का प्यार,
मुबारक हो आपको राखी का त्यौहार।
-Best Rakhi Shayari-
Jab Bhi Rakhi Ka Tyohaar Aata Hai,
Bhai Aur Bahen Ka Pyaar Badata Jata Hai,
Baandhti Hai Bahena Bhaiya Ko Rakhi,
Bhai Bahen Ki Raksha Ki Saugandh Khata Hai.
जब भी राखी का त्यौहार आता है,
भाई और बहन का प्यार बढ़ाता जाता है,
बांधती है बहना भैया को राखी,
भाई बहन की रक्षा की सौगंध खाता है।
Aaya Raakhi Ka Tyohaar
Chhaai Khusiyon Ki Bahaar,
Ek Resham Ki Dori Se Bandha
Bahen Ne Bhai Ke Kalai Pe Pyaar.
Happy Raksha Bandhan
आया राखी का त्योंहार
छाई खुशियों की बहार,
एक रेशम की डोरी से बाँधा
बहन ने भई के कलाई पे प्यार।
रक्षाबंधन की शुभकामनाएँ!
Tera Jeevan Rahe Roshan Tujhe
Kabhi Na Chhu Paaye Koi Gam,
Khushi Mile Tujhe Bahut Saari
Ishwar Ka Ashirwad Rahe Sada.
Happy Raksha Bandhan
तेरा जीवन रहे रोशन तुझे
कभी न छू पाये कोई ग़म,
ख़ुशी मिले तुझे बहुत सारी
ईश्वर का आशीर्वाद रहे सदा।
-Rakhi Shayari in Hindi-
Dil Se Deta Hoon Main Dua Tujhko,
Kabhi Na Ho Dukh Ki Bhawna Man Mein,
Udaasi Chhu Na Sake Kabhi Bhi Tujhko,
Khushiyon Ki Chandni Chha Jaye Jeevan Mein.
दिल से देता हूँ मैं दुआ तुझको,
कभी न हो दुःख की भावना मन में,
उदासी छू न सके कभी भी तुझको,
खुशियों की चाँदनी छा जाये जीवन में।
-Raksha Bandhan Shayari-
Sab Se Alag Hai Bhaiya Mera,
Sab Se Pyaara Hai Bhaiya Mera,
Kaun Kahta Hai Khushiyaan Hi
Sab Hoti Hain Jahaan Mein,
Mere Liye To Khushiyon Se
Bhi Pyaara Hai Bhaiya Mera.
Happy Raksha Bandhan!
सब से अलग है भैया मेरा,
सब से प्यारा है भैया मेरा,
कौन कहता है खुशियाँ
ही सब होती हैं जहाँ में,
मेरे लिए तो खुशियों से
भी प्यारा है भैया मेरा।
रक्षाबंधन की शुभकामनाएँ!
You may also like: